Friday, March 19, 2004

yaar tum angrezi bauhat bolte ho.
lab two main subha saverey jab
duniya ko ya to ibadat karni chahieye
ya takieye ko sar se carbon-bond
tum wahan maa peyo ki cheekhein maar rahey ho
aur main yahan sar pe bandanna bandh ke
macharr maar rahi hoon....i realize
both of us are none-of-the-abovers but
yaar tum itni angrezi na bola kar,
itni subha bolta hi kaun hai?

Mina at 8:15 AM

0 comments